About
गुरु कृपा ही केवलम कृपया इस प्रष्ट को लायिक और शेयर करे
जय गुरुदेव
http://www.facebook.com/RahulLillyStarWar
जय गुरुदेव
http://www.facebook.com/RahulLillyStarWar
Description
समर्थ
अवधूत, परमहंस, परिवार्चाकचार्य, सदगुरुदेव, श्री नित्यानंद जी महाप्रभु
जी बापजी श्री की महिमा अनंत एवं अपार हे | उनका स्वरुप उनकी महिमा
अवर्णनीय हे |वे महान त्यागी, तपस्वी, परम वीतरागी, निर्लिप्त, आत्मज्ञानी, अवतारी, युग पुरुष थे, परम पूज्य सदगुरुदेव भगवान श्री नित्यानंद जी महाप्रभु बापजी श्री अश्विन शुक्ल १० दशहरा सवंत २००८ दिनाक १० अक्टूबर १९५१ में मद्य प्रदेश के धार में ब्रहम्लीन हुवे | आज ६ दशको बाद भी बापजी श्री का साक्षात्कार भक्तो को समय समय पर प्राप्त होता हे |
GURU KRIPA HI KAVLAM
Samarth Mahaprabhu Avdhoot "Shri Nityanand ji bapji" Shri maharaj ne Dhar me samadhi lekar yaha ke bhakto ko apna apaar snaha aur prem diya he.
Hamare Gurumaharaj najar nihal he we sada apne bhakto ke sath rahte he Dashare ke din Dhar Aashram per Gurumaharaj ji ne samadhi lI thi tab se aajtak yaha mahaparva manaya jata he.
Yaha Nityanand Aashram Trust he jo sari activity dekhta he.
Hamare Gurumaharaj ne aanako bade bade yagya bhandare karwakar bhakto ka kalayan kiya he Shri Guru ji ki aarti aaj bhi ashram per hoti he.
Guru Maharaj ke samadhi ke pass param pujy "Laxmikant bapji" shri ne sanadhi le he.
Guru Maharaj ki sewa me Madhya Pradesh, Gujrat, Maharashtra, Rajasthan ke hajaro bhakt satat sawa me lage rahte he.
Har bhakt ko Guri ji ke Darbar me Aane k Baad param Shanti milti hai..
JAI GURUDAV
Location | Dhar 454001 |
---|---|
Products | shree
nityanand baapjee ke dwara bhakto ke kalyanartha kuch pusthko ka
prakashan karwaya gaya tha joo aaj bhe shree nityanand ashram, ahamdabad
road, dhar, madya pradesh, se prapt kar sakte hy in pustako my baapjee
ke dwara bhakto ke kalyan hetu kaha gaya sahitya he to dada shree
guptanana jee, shree keshav bhagwan, shree nityanand jee ( bade
baapjee), shree jaynarayan jee (chooty baapjee) ke dawara likha gaya
sahitya bhe hy iske alawa bhakto ke dawara prakashit kee gaye pustke or
c.d. bhe uplabadha hy jenka parichay is prakar hy - shree chohdah ratna gupt sagar (pravchan or bhajan shngrah) shree guptananand baapjee shree gupt gayan gutka (bhajan sangrah) shree guptanand baapjee shree tatva gyan gutka (bhajan sangrah) shree keshav bhagvan shree nityanand wilas (bhajan sangrah) shree hityanand bapjee |
No comments:
Post a Comment